Uske"Hote Hue Bhi Tanhaai Mili H
Wafa"Karke Bhi Bewafai Mili H
Jitni Dua"Ki Thi Humne Use Pane Ki,
Us Se"Zyada Uski Judaai Mili Hai_."
Dil aur Taro Mein Sirf Ye Fark Hai,
Taare Toot Kr Logo Ki Khwaish
Puri Kr Jate Hai, aur Log Apni
Khwaish Puri Karne K Liye Dil
Tod Jate Hai
Humara Pyar ak shishe ki TaRah h,
Jab bhi ise DekhoGe AaP hi AaP nazar AaoGe,
Par aGar AaPne ise ToD Diya to
aPne AaP ko hi Bikhra hua PaoGe
1Line jo pyar karne wale Samajhte H
Aansu Tab Nhi Aate Jab Aap Kisi Ko Miss Krte Ho
Ye to Tab Aate He Jab Ap Kisi Ko Miss Nhi Karna Chahte..
Aas paas raho ya dur,
hum dil se dil ki awaz mila sakte hai,
na khat na phon ke mohtaj hai hum,
apke dil ko ek hichki se hila sakte hai.
Kash Baate Unki Itni Pyari Na Hoti,
Mulakat Unse Hamari Na Hoti,
Khwabo Mein Hi Dekh Lete Unko,
To Aaj Milne Ki Bekarari Na Hoti.
Na Dardne kisiko sataya hota.
Na Ankhone kisi ko rulaya hota.
Khusi hi khusi hoti hr kisi k pas.
Agr bnane wale ne
Dil na banaya hota.
Bhul Jana Use Jo Tume Bhula De,
Mat Dekhna Use Jo Tume Rula De,
Na Hona Dur Us Shaks Se,
Jo Apni Ankhe Bhigo Kar Tume Hasa De
Zindagi Me Fir MiLenge Hum Kahi..
Dekh Ke Nazren Na Chura Lena..
"TUJHE DEKHA HAI YAAR KAHI" Bas
Itna Keh Ke GaLe se Laga Lena.
Mehfil Me Kuchh Toh Sunaana Padta He,
Gum Chhupakar Muskurana Padta He,
Kabhi Hum Bhi They Aapke,
Aaj Kal Aapko Yaad Dilana Padta He.....
Kabhi Raaste Juda Ho Jate He,
Kabhi Log Khafa Ho Jate He,
Hum Toh Sab Se Wafa Karte He,
Lekin Na Jane Kyon Woh Humse Bewafa Ho Jate He...
Jisne Hume Chaha Usse Chah Na Sake
Jise Chahte They Usse Pa Na Sake
Yun Samjho, Dil Tootne Ka Khel Tha
Kisi Ka Toda 0r Apna Bacha Na Sake
Hamesha Unhi Ke Kareeb Mat Rahiye
Jo Aapko Khush Rakhte He
Kabhi Unke Bhi Kareeb Rahiye
Jo Aapke Bina Khush Nahin Reh Sakte
Pyaar Ke Do Andaz Hote Hain..
1> Pyar Karna,
2> Pyaar Paana,
Pyaar Karne Ke Liye Jazba Chahiye. Aur,
Pyaar Paane Ke Liye
"ACCHA NASEEB.."
Wo mujh tak ane ki rah chahta h
Lekin meri mohabbaton ka gawah chahta h
Khud ate jate mosmon ki tarha h
Or mujhse mohbbt ki intiha chahta he
No comments:
Post a Comment