Search This Blog

Love SMS Collection 20




Mohabbat Ko Jab Log Khuda Mante H,
To pyar Karne Wale Ko Q Bura Mante H,
Jab Zamana Hi H Patthar Dil,
To Fir Pattharo Se Q Log Dua Mangte h.





Hamari Har Ada Ka Aaina Aapse H
Humari Har Manzil Ka Raasta Aapse H
Kabhi Na Door Hona Humari Zindagi Se
Humri Har Khushi Ka Wasta Aapse H.





Milne Ki Tamanna Lekar Aaya Ye $M$
Chehre Pe Apki Smile Dekhne Aaya Ye $M$
Bhule Nhi H Hum Aapko
Ye Yaad Dilane Aaya Ye $M$
I MISS YOU 2.





Khuda likhe tera NASIB teri pukar k pahle,
Teri khwais puri ho tere izhar se pahle,
Ye meri duwa he,
Tuje khusi mile tere intezar se pahle.





Meri wo BaaTe Jin Pe Tu KhiL KhiLa Kar Hansa KarTi Thi.!
.
.
.
Kbhi Meri wo BaaTe RuLayen To LauT Aana.!





Dard Ko Na Dard se Dekho,
Dard Ko Bhi Dard Hota Hai,
Dard Ko Bhi Zaroorat Hai Pyar Ki,
Akhir Pyar Me Dard Hi To Hamdard Hota hai.





Zindagi Me Ek bat Hmesha Yad rakhna
kisike Sath Pyar Se Mazak Zarur Karna
Par kabhi Kisike Sath Mazak Se Pyar Na Karna.





Dil k drd ko chupana kitna mushkil h.
Tut k fir muskurna kitna mushkil h.
Kisi k sath dur tak jao aur fir dekho.
akele laut k ana kitna mushkil h.





Shikayat Hume Bhi Zindagi Se Nahi,
Jee Rahe Hain Magar Khushi Se Nahi,
Dukh Bhi Diya Har Shaks Ne Hum Ko,
Aur Naaraz Bhi Hum Kisi Se Nahi...





Lahro se milkar na wo bah sake na Hum,
Ek duje k dil me na wo rah sake na Hum,
Jeet late asama ek din,
lekin palko ki khamoshi ko
hontho se na wo kah sake na Hum.





JaB BHi ""MaaNGa ""WaHi
MaaNGa ""Jo ""MuQaDDaR"" ""Me ""NaHi ""THa..!!
Ae KiSMaT
**********
ApNi ""HaR"" ""Ek"" ""TaMNNa""
Se ""SHiKaYaT"" ""Hai"" ""MuJe..!!





Jab 6ote the hm jor se rote the,
jo pasand hotaush pane ke liye,
jab bade ho gaye to chupke se rote hai
jo pasand hai ushe bhulane ke liye.





N dur rahne se rishte tut jate h.
N paas rahne se rishte jud jate h.
ye to ahsas k pakke bandhan h,.
Isliye aap hume hum aapko yaad aate h.





Kudrt k krisme me agr rat n hoti
to khwabo me u mulakat n hoti
hr riste ki wjh ye dil hi h
agr a dil na hota to  koi bat hi na hoti.




No comments:

Post a Comment