Log Kahete Hai Mohabbat Ek Bar Hoti H..
Par Yaaro..
Mai Jab Jab Use Dekhta Hu Muje
To Bar Bar Ho Jati Hai.!!
Gunaho K Gulsan Mehkte Rahege
Tabahi K Badal Barste Rahege
Chand Tak Ja Chuke H mere Kadam
Firbi
Chandni K Liye Hum Tarste Rahenge.
kIsI Shayar Ne kha H ki:
""Mohbbat Mat Karna""
Lekin Ho Jaye To Inkar Mat Krna
Nibha Sko To Hi Pyar Krna
Wrna Kisi Ki Zindgi Barbad Mat Krna.
Hum dur sahi majboor sahi par
yad tumhari ati h,
jab name labo par lete ho
aavaj yanha tak ati h.
Dll ki kglam se
Dard JitNa H Meri Nigaho me
Na De Khuda kisi ki Raaho Me
bitaNa Chahta Hu ziNdgi jiNki Chaaho Me
ziNdgi N Sahi Maut Hi Aa Jaye
"""" uski...? Baho Me
Ae barish jara tham k baras,
jab mera yaar aa jaye to jam k baras,
pehle na baras ki woh aa na sake,
phir itna baras ki wo jaa na sake.
Log kehte he kash Padhai pyar ki tarh hoti
apne aap ho jati,
Hm kehte he ki kash Pyr padhai ki tarh hota,
parents mar mar k karwate Kr beta kr.
Jis pal aap dil se muskuraoge,
Apni hasi mein hamari jhalak paoge,
kabhi ye Na samajna ke saath chhod diya hamne,
Palat kar dekhoge to har raah par hame paoge.
Kuch DiL Ki Awaz Se izhar Krte He
Kuch Nigahe Jhuka Kr iqraar Krte He
Sirf Jatane Ka Naam iShq Nhi
KiSi Ki yaad Me Jine Ko B Pyar Kahte He
Yado Ne Akar Kuch u Gunguna diya
Jese Kisi Ne Bhula Hua Fsana Suna Diya
Jane Kya Bat Thi Us Guzre Kal Me
Ankhe Roi Lekin Chehra Muskura dia.
HonTo Pe ULfat Ka Naam HoTa Hai
-
Aankho Me chaLakTa Jaam HoTa Hai
-
TaLwaRo Ki ZaruRT Waha Kise
-
Jaha Nazro Se Hi QaTaL-e-Aam HoTa Hai.
Muddat Se Jin Ki Aas Thi..
Wo Mile Bhi To Kuch YU Mile..
.
Hum Nazar Utha Kar Tadap gaye..
Wo Nazar Jhuka Kar Guzar Gaye..
NaKaaM MoHaBBat Ka BHi AFSaNa HoGa
SacHE PYaR Ka BHi HaRZaNa HoGa
ApNE AnKHo se DeKH LeNa ZaLiM
TeRI DoLi se KHuBSuRat MeRa JaNaZa HoGa.
Aisi Kya Dua De Aapko,
Jo Aapke Labo Pe Hansi Khila De,
Bas Yahi Dua He Humari Us ""RAB"" Se,
Ki Sitaro Ki Roshni Se,
Wo Aapki Takdeer Saja De!"
UsKe Kis Andaz Ki Tareef Karu Me,
Wo Hr Andaz Kamal Ka Rakhti H,
Shyad Kuch Majburiya Ho Uski,
Warna,
Wo Khud Se Zyada Mera Khayal Rakhti Thi.
No comments:
Post a Comment