Unhone Sath dene ka wada kiya tha,
har dard btane ka wada kiya tha,
Agr wo hme bhula kr khus h,to koi gam nhi,
kyoki hmne b to unko khus rkhne ka wada kiya tha.
Dil Ne Kaha Yaad Karte Rehna,
Man Hi Man Baat Karte Rehna,
Wo Humare Dard Ki Fariyad Sune Na Sune,
Apna To Farz Hai Unhe Yaad Karte Rehna.
Shama ki roshni se andhera door hota h,
Duniya me har koi majbur hota h,
Aap ho,
Hum ho,
Yaa ho koi aur,
Dard sirf usi ko milta hai
Jo bekasur Hota.
Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai,
ajnabi koi shaks yaar ho jata hai,
kubiyo se nahi hoti mohabbat bhi sadaa,
khamiyo se bhi aksar pyaar ho jata hai.
Bhool Jaane Ka Housla Na H Na Hoga
Door Rah Kr Bhi Koi Juda Na H Na Hoga
Apse MiL Kar Kisi Aur Se Kya Milna
Koi Aap Jaisa Na Tha Na H Aur Na Hoga.
kahte-h-Hatho ki Lakire Aadhuri Ho to Kismat me Mohabbat Nahi hoti
Par sach to Ye h ki Hatho Me ho koi pyara hath,
To Lakiron ki Bhi zarurat nhi hoti.
Ehsaas Badal Jate Hai 0r Kuch Nhi.
Warna,
Mohabbat Aur Naffrat 'Ek' Hi 'Dil' Se Ki Jati Hai.
Kuch to jite hai jannat ki tamanna lekar,
kuch tamannaye jina sikha deti hai.
Hum kis tamanna ke sahare jiye,
ye zindagi roz ek tamanna badha deti hai.
Yaad toh har koi karega jaane ke baad
sache pyar ka pata chal jaayega waqat Aane ke baad
kaun kitni mohabbat karta hai
nazar Aajayega mar jaane ke baad.
Mout ke baad yaad aa raha hai koi
mitti mery kabr ki utha raha hai koi
a khuda do pal ki zindgi or de de
mery kabr se udas ja raha hai koi.
Kuch to jite hai jannat ki tamanna lekar,
kuch tamannaye jina sikha deti hai.
Hum kis tamanna ke sahare jiye,
ye zindagi roz ek tamanna badha deti hai.
Kash mere payr ka ant kuch is kadar ho,
Ki meri kabar pe bana unka ghar ho,
Vo jb jb soye jamin par,
Mere sine se laga unka sar ho
Jaan nahi sirf sath chahiye
sacche pyar ka ehsas chahiye
jaan to ek pal me di ja sakti h
par hame aapka sath apni aakhri saas tak chahiye.
Muskil is Dunia Me kuch B Nhi
Fir B log Apna Irade Tod Dete H
Agar Sache Dil Se Ho Rista To
Sitare B Apni jagh kisi k Liye Chhod Dete Hai.
Sanso me Reh kar Tum Hamare Mehman Ban Gaye,
Baat Aisi Ki hamari Muskan Ban Gaye,
Paas Rehkar Bhi Log Hamare Na Ho Sake,
Aur Aap Dur Hokar bhi Hamari JAAN Ban gaye.
No comments:
Post a Comment